Meri Ulfat Madine Se Yunhi Nahi Naat Lyrics

Meri Ulfat Madine Se Yunhi Nahi Naat About

  • Naat – Meri Ulfat Madine Se Yunhi Nahi
  • Naat Artist – Hafiz Bilal Qadri
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Mein madine ki janib na kesy khincho|
Mein madine ki janib na kesy khincho
Mera deen or dunya madine mein hai
Mera deen or dunya madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Aarsh e azam pe jiski bari shan hai
Roza e Mustafa jis ki pehchan hai
Roza e Mustafa jis ki pehchan hai
Jis ka humpalla koi muhalla nahi
Jis ka humpalla koi muhalla nahi
Ek aisa muhalla madine mein hai
Ek aisa muhalla madine mein hai
ye sher e mustafa hai
ye sher e mustafa hai
Madina kareem hai sab ko nibah raha hai
Madina kareem hai ye sher e mustafa hai
Kyon na kareem ho ye k aaqa kareem ka
Kyon na kareem ho ye k aaqa kareem ka
Maskan jo ban gya hai Maskan jo ban gya hai
Madina kareem hai sab ko nibah raha hai
Madina kareem hai ye sher e mustafa hai
Phelake apni bahein bulata hai baar baar
Phelake apni bahein bulata hai baar baar
Rehmat ka daira hai Rehmat ka daira hai
Madina kareem hai sab ko nibah raha hai
Madina Kareem hai
Ek aisa muhalla madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Phir mujhe mout ka koi khatra na hoo
Mout kya zindagi ki bhi parwah na hoo
Mout kya zindagi ki bhi parwah na hoo
Kash sarkar mujh se kahen ek bar
Kash sarkar mujh se kahen ek bar
Ab tera jeena marna madine mein hai
Lab kholne se pehly hi aaqa ne de diya
Lab kholne se pehly hi aaqa ne de diya
Mera bhi tajuraba hai Mera bhi tajuraba hai
Mera bhi tajuraba hai
Madina kareem hai sab ko nibah raha hai
Madina Kareem hai
Hai zarf lajawab qaram be mesal hai
Mujhe jesa a gya hai madina kareem hai
Kya mangu Mustafa se ujagar dili murad
Kya mangu mustafa se ujagar dili murad
Sab kuch tu de diya Sab kuch tu de diya
Madina kareem hai sab ko nibah raha hai
Madina Kareem hai
Kash sarkar mujh se kahen ek baar
Ab tera jeena marna madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Sarware do jahan se dua hai meri
Han yehi chashme tar iltaja hai meri
Han yehi chashme tar iltaja hai meri
Un ki fehrist me mera bhi naam ho
Un ki fehrist me mera bhi naam ho
Jin ka roz aana jana madine mein hai
Faryaad ummati jo karen hale zaar mein
Faryaad ummati jo karen hale zaar mein
Mumkin nahi ke khere bashar ko khabar na ho
Mumkin nahi ke khere bashar ko khabar na ho
Un ki fehrist me mera bhi naam ho
Jin ka roz aana jana madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka roza madine mein hai
Meri ulfat madine se yun hi nahi
Mere aaqa ka Roza madine mein hai
Mere aaqa ka Roza madine mein hai
Mere aaqa ka Roza madine mein hai

Also Read: Chor Fikr Dunya Ki Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *