Tajdar e Haram Naat Lyrics

Tajdar e Haram Naat About

  • Naat – Tajdar e Haram
  • Naat Artist – Atif Aslam
Kismat mein meri chain se jeena likhde
Doobe na kabhi mera safeena likhde
Janat bhi gawara hai magar mery liye
Aye kaatib e taqdeer madina likhde
Tajdar e haram
Tajdar e haram, ho nigaah e karam
Tajdar e haram, ho nigaah e karam
Hum gareebo ke din bhi sawar jaayenge
Haami e bekassa kya kahega jahan
Haami e bekassa kya kahega jahan
Aap ke dar se khaali agar jayenge
Tajdar e haram
Tajdar e haram
Koi apna nahi gham ke mary hein hum
Koi apna nahi gham ke mary hein hum
Aapke dar pe faryaad laaye hein hum
Ho nigha e karam, wrna chokhat pe hum
Ho nigha e karam, wrna chokhat pe hum
Aapka naam le le ke mar jaayenge
Tajdar e haram
Tajdar e haram
Kya tum se kahu ae rab ke kunwar
Tum jaante ho mann ki batiya
Daar e furkat toh aye ummi laqab
Kaate na katti ab rattiyan
Turi preet mein sudh budh sab bisri
Kab tak rahegi ye bekhabari
Gaahe big haan duzdeedah nazar
Kabhi sun bhi toh lo humari battiyan
Aapke dar se koi na khaali gya
Aapke dar se koi na khaali gya
Aapke dar se koi na khaali gya
Apne daaman ko bhar ke sawaali
Apne daaman ko bhar ke sawaali
Ho Habeeb e hazeen
Ho Habeeb e hazeen per bhi aaqa nazar
Wrna auraq e hasti bikhar jaayenge
Ho Habeeb e hazeen per bhi aaqa nazar
Wrna auraq e hasti bikhar jaayenge
Tajdar e haram
Tajdar e haram
Maikashon aao aao madine chalen
(Madine chalen, madine chalen, madine chalen)
Maikashon aao aao madine chalen
(Madine chalen, madine chalen, madine chalen)
Aao madine chalen
Aao madine chalen
Isi mahine chalen
Aao madine chalen
Aao madine chalen
Aao madine chalen
Isi mahine chalen
Aao madine chalen
Tajalliyon ki ajab hai fiza madine mein
Tajalliyon ki ajab hai fiza madine mein
Nigah e shauk ki hai inteha madine mein
Nigah e shauk ki hai inteha madine mein
Gham e Hayat na khauf e kazaa madine mein
Gham e Hayat na khauf e kazaa madine mein
Namaz e ishq karenge ada madine mein
Namaz e ishq karenge ada madine mein
Barah e raas hai rah e khuda madine mein
Aao madine chalen
Aao madine chalen
Isi mahine chalen
Aao madine chalen
Maikashon aao aao madine chalen
Maikashon aao aao madine chalen
Tast e saaqi ye kausar se peene chaley
Tast e saaqi ye kausar se peene chaley
Yaad rakho agar, Yaad rakho agar
Yaad rakho agar, Yaad rakho agar
Uth gayi ik nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge
Yaad rakho nazar
Uth gai ek nazar, o nazar
Jitne khaali hai sab jaam bhar jaayenge
Tajdar e haram
Tajdar e haram
Khauf e toofan hai bijlion ka hai dar
Khauf e toofan hai bijlion ka hai dar
Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaye hum
Sakht mushkil hai aaqa kidhar jaaye hum
Aap hi gar na lenge, hamari khabar
Hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
Aap hi gar na lenge, hamari khabar
Hum museebat ke maarey kidhar jaayenge
Tajdar e haram
Tajdar e haram
Ya mustafa, ya mujtaba
Eraham lana, eraham lana
Dast e hama, bechara ra
Daama tuhi, daama tuhi
Mann aasiyam, mann ajizam
Mann bekasam, haal e mara
Pursa tuhi, Pursa tuhi
Pursa tuhi, Pursa tuhi
Aye mujhtabe zumbar fishaan
Paike Naseem e sub hadam
Aye charagar, insa nafas
aye moonis e beemar e gham
Aye qaasid e parkhundapaye
Tujhko usi gul ki kasam
Innal tayari hass saba
Yauman ila ardil haram
Ballig salami roza tann
Fi han nabi al mohtaram
Tajdar e haram, ho nigaah e karam
Tajdar e haram, ho nigaah e karam
Hum ghareebon ke din bhi sawar jaayenge
Haami e bekasaan kya kahega jahan
Haami e bekasaan kya kahega jahan
Aapke dar se khaali agar jaayenge
Tajdar e haram
Tajdar e haram
Tajdar e haram

Also Read: Bekhud Kiye Dete Hain Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *