Shah e Madina Naat About
- Naat – Shah e Madina
- Naat Artist – Muhammad Bilal Qadri Moosani
- Label – Hi-Tech Music Ltd
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Yasrab ke wali saare nabi tere dar ke sawali

Jalwe hai sare tere hi dam se aabad alam tere karam se

Baqi har ik shay naqshe khayali saare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Tere liye hi dunya bani hai neele falak ki chaadar tani hai
Tu agar na hota dunya thi kahli sare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Tune jahan ki mehfil sajai taarikiyon mein shamma jalai

Har simat chai thi raat kali sare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Yasrab ke wali saare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Hai noor tera shamso qamar mein tere labo ki laali sahar mein

Phoolon ne teri khushbu chura li sare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Yasrab ke wali saare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Mazhab hai tera sab ki bhalayi, maslak hai tera mushkil kushayi

Dekh apni umat ki khasta haali sare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Yasrab ke wali saare nabi tere dar ke sawali
Shah e madina Shah e madina Shah e madina
Also Read: Allah Hoo Allah Hoo Naat Lyrics in Hindi