Ek Mein hi nahi Unper Qurban Zamana Hai Naat Lyrics in

Ek Mein hi nahi Unper Qurban Zamana Hai Naat About

  • Naat – Ek Mein hi nahi Unper Qurban Zamana Hai
  • \Naat Artist – Pir Syed Naseer ud din Naseer
Ek mein hi nahi un per qurban zamana hai

Jo rab e do alam ka mahboob yagana hai

Kal jis ne humein pul se khud par lagana hai
Zahara ka wo baba hai, hasnain ka nana hai
Zahara ka wo baba hai, hasnain ka nana hai
Ek mein hi nahi un per qurban zamana hai
Aao dar e zahara per phalaye hue qadam
Hai nasal kareemon ki lajpal gharana hai
Hai nasal kareemon ki lajpal gharana hai
Ek mein hi nahi un per qurban zamana hai
Izzat se na marjayein kyun naam muhammad per
Youn bhi kisi din hum ne duniya se toh jana hai
Youn bhi kisi din hum ne duniya se toh jana hai
Ek mein hi nahi un per qurban zamana hai
Mehroom e karam is ko rakhiye na sar e mehshar
Jaisa hai naseer aakhir sahil toh purana hai
Jaisa hai naseer aakhir sahil toh purana hai
Ek mein hi nahi un per qurban zamana hai
Ek mein hi nahi un per qurban zamana hai
Jo rab e do alam ka mahboob yagana hai
Ek mein hi nahi un per qurban zamana hai

Also Read: Is Karam Ka Karoon Shukar Kaise Ada Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *