Sirf Aik Baar Naat Lyrics

Sirf Aik Baar Naat About

  • Naat – Sirf Aik Baar
  • Naat Artist – Farhan Ali Qadri
Sirf aik bar sirf aik baar
Sirf aik bar sirf aik baar
Dil se mustafa ko toh pukar
Ho ga baira paar
Hazar bar uthenge kadam khuda ki taraf
Bas ik bar chaly ao mustafa ki taraf
Aise hai sarkar mere aisy hai sarkar
Dil se mustafa ko to pukar
Ho ga baira paar ho ga baira paar
Gham sabhi rahato taskeen mein dhal jaty hai
Jab karam hota hai halat badal jaty hai
Gham sabhi rahato taskeen mein dhal jaty hai
Jab karam hota hai halat badal jaty hai
Koi dekhy toh kahi un ki duhai de ker
Koi dekhy toh kahi un ki duhai de ker
Ya muhammad se to pathar bhi pighal jaty hain
Aisy hain sarkar mere aisy hai sarkar
Dil se mustafa ko to pukar
Ho ga baira paar ho ga baira paar
Koi a jaye talab se bhi siwa dete hain
Aaye bimar to har dukh ki dawa dete hain
Koi a jaye talab se bhi siwa dete hain
Aaye bimar to har dukh ki dawa dete hain
Galiaan deta hain koi to dua dete hain
Galiaan deta hain koi to dua dete hain
Dushman a jay to chadar bhi bichha dete hain
Aisy hain sarkar mere aisy hain sarkar
Dil se mustafa ko to pukar
Ho ga baira paar ho ga baira paar
Dua ko bab e asar se guzar kar dekho
Dar e nabi par khuda ko pukar kar dekho
Shumar ho nahi sakty shumar kar dekho
Tum un se door ho lykin woh tum se door nahi
Yaqeen na aye toh un ko pukar kar dekho
Aisy hain sarkar mere aisy hain sarkar
Dil se mustafa ko toh pukar
Ho ga baira paar ho ga baira paar
Dekh lo dhoop madina ka pata deti hai
Ishq walon ko to garmi bhi maza deti hai
Dekh lo dhoop madina ka pata deti hai
Ishq walon ko to garmi bhi maza deti hai
Kyun ke suraj ki agar ek kiran rozana
Khoob deewar e madina ka maza leti hai
Aisy hai sarkar mere aisy hai sarkar
Dil se mustafa ko to pukar
Ho ga baira paar ho ga baira paar
Un ki rehmat ne to qatre ko dariya kar dala
Un ki rehmat ne to qatre ko dariya kar dala
Khali daman jis ka dekha us ko bhi bhar dala
Khali daman jis ka dekha us ko bhi bhar dala
Mangne gaye bheek to hum ko gani kar dala
Aisy hai sarkar mere aisy hai sarkar
Dil se mustafa ko to pukar
Ho ga baira paar ho ga baira paar
Sirf aik baar sirf aik baar
Dil se mustafa ko to pukar
Ho ga baira paar ho ga baira paar

Also Read: Thandi Thandi Hawa Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *