Bekhud Kiye Dete Hain Naat Lyrics

Bekhud Kiye Dete Hain Naat About

  • Naat – Bekhud Kiye Dete Hain
  • Naat Artist – Qamar Shahbaz Fareedi
Bekhud kiye dete hain andaaz hijaabana
Aa dil mein tujhe rakh lun ay jalwa e janana

Aa dil mein tujhe rakh lun
Itna to karm krna ay chashme karimana
Itna to karm krna ay chashme karimana
Jab jaan laboon par ho tum samne aa jana
Jab jaan laboon par ho tum samne aa jana
Aa dil mein tujhe rakh lun
Jee chahat hai tohfe mein bhejun mein unhein ankhein

Darshan ka to darsahn ho nazrane ka nazrana
Darshan ka to darsahn ho nazrane ka nazrana
Aa dil mein tujhe rakh lun
Mein hosh o hawaas apne is baat pe kho betha

Haans kar jo kaha tumne aaya mera deewana
Haans kar jo kaha tumne aaya mera deewana
Aa dil mein tujhe rakh lun ay jalwa e janana
Aa dil mein tujhe rakh lun
Dunya mein jab tu ne mujhe apna banaya hai

Mehshar mein bhi keh dyna ye hai mera deewana
Mehshar mein bhi keh dyna ye hai mera deewana
Aa dil mein tujhe rakh lun
Kyun aankh milayi thi kyun aag lgai thi
Kyun aankh milayi thi kyun aag lgai thi
Ab rukh ko chupa bethe karke mujhe deewana
Ab rukh ko chupa bethe karke mujhe deewana
Aa dil mein tujhe rakh lun
Peene ko to pee lunga bas shart zara si hai

Ajmer ka saaqi ho bagdaad ka mekhaana
Ajmer ka saaqi ho bagdaad ka mekhaana
Aa dil mein tujhe rakh lun ay jalwa e janana
Bekhud kiye dete hain
Bedum meri kismat mein sajde hain issi dar ke

Choota hai na choote ga sang e dare jana
Choota hai na choote ga sang e dare jana
Aa dil mein tujhe rakh lun ay jalwa e janana
Bekhud kiye dete hain andaaz hijaabana
Aa dil mein tujhe rakh lun ay jalwa e janana
Aa dil mein tujhe rakh lun
Aa dil mein tujhe rakh lun

Also Read: Khula Hai Sabhi Ke Liye Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *