Chor Fikr Dunya Ki Naat Lyrics

Chor Fikr Dunya Ki Naat About

  • Naatkhuwan: Hafiz Tahir Qadri, Hafiz Ahsan Qadri
  • Naat: Chor Fikr Dunya Ki
  • Audio: Rao Wassay (RWDS)
  • Composition: Hafiz Tahir Qadri
  • Poet: Aleemuddin Aleem
  • D.O.P: Syed Bilal Sani
  • Edit: Ata Ul Mustafa
  • Post: Qazi Shaheer Qadri
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Mustafa gulamo ki kismate badalte hain
Jis dar pe gulamo ke halat badalte hain
Jis dar pe gulamo ke halat badalte hain
Aa goushia kakhe darbar mein chalte hain
Aa goushia kakhe darbar mein chalte hain
Lilallah bula lijiye Lilallah bula lijiye
Dukh dard ke maro ko
Taiba ki ziyarat ko arman machalte hain
Mustafa gulamo ki kismate badalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Rehmato ki chadar ke sarpe saaye chalte hain
Rehmato ki chadar ke sarpe saaye chalte hain
Mustafa ke deewane ghar se jab nikalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Chal madine Chal madine Chal madine
Hara gumbad jo dekhoge to dunya bhool jaoge
Agar taiba ko jaoge ko aana bhool jaoge
Hara gumbad jo dekhoge to dunya bhool jaoge
Agar taiba ko jaoge ko aana bhool jaoge
Tumhare samne hoga kabhi jab gumbad e khajra
Nazar jam jayegi uspar hatana bhool jaoge
Hara gumbad jo dekhoge to dunya bhool jaoge
Agar taiba ko jaoge ko aana bhool jaoge
Humko roz milta hai sadka aale zahara ka
Unke darbar se jab bhi maine
Panjatan ke waseele se manga
Mujhko khairat forn mili hai
Khoob mere guzaare huve hai
Humko roz milta hai sadka aale zahara ka
panjatan ke tukdo per khusnaseeb palte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Zikre saahe batha ko vird ab bana lijiye
Zikre saahe batha ko vird ab bana lijiye
Ye wo zikr hai jisse Ye wo zikr hai jisse
Gham khushi mein dhalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain
Chor fikr dunya ki chal madine chalte hain

Also Read: Ya Rabbe Mustafa Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *