Ho Karam Sarkar Naat About
- Naat Video: Ho Karam Sarkar Ab To Ho Gaye Gham
- Naat Khwan: Owais Raza Qadri
- Music – Raju Khan
- Lyrics – Saleem Javed
- Parent Label(Publisher) – Shubham Audio Video Private Limited.
Ho Karam sarkar ab to ho gaye gham beshumar

Jaan o dil tum per fida aye do jahaan ke tajdaa

Mein akela aur masail zindagi ke beshumar

Aap hi kuch kijiye na ae shah e Aali waqaar
Aap hi kuch kijiye na ae shah e Aali waqaar
Ho Karam sarkar ab to ho gaye gham beshumar
Ho Karam sarkar ab to ho gaye gham beshumar
Yaad ata hai tawaaf e khana e kaaba mujhe

Aur lipatna multazim se waalihana baar baar

Sang e aswad choom kar milta mujhe kaif o suroor

Chayn pata dekh kar dil mustaja o mustaja

Ya khuda dikhla hateem me pak meezabo maqam

Aur safa marwah mujhe bahre rasool ze waqar

Ja raha hai qafla taiaba nagar rota hua
Ja raha hai qafla taiaba nagar rota hua
Mein raha jata hoon tanha aye nabeeb kirdigar

Jald phir tum lo bola or sabz gumbad do dikha

Hazri ki arzoo ne kar diya phir beqarar
Hazri ki arzoo ne kar diya phir beqarar
Choom kar khaaqe madina jhoomta phirta tha mein

Yaad aten hai madine ke mujhe lailo nahaar
Gumbad e khizara ke jalway aur wo iftariyan

Yaad ati hai boht ramzan e taiba ki bahaar

Ya RasoolALLAH sunn lijiye meri faryad ko

Kon hai jou keh sunny tere siwa meri pukaar

Haal per mere karam ki ek nazar farmaaiye

Dil mera ghamgeen hai aye ghamzadon ke ghamgussar

Qaafle walo suno yaad aaye to mera salam

Arz krna rote rote ho sake to baar baar
Arz krna rote rote ho sake to baar baar
Ghum zadaa yoon na hua hota ubaid e qadri

Iss baras bhi dekhta gar sabz gumbad ki bahar
Iss baras bhi dekhta gar sabz gumbad ki bahar
Ho Karam sarkar ab to ho gaye gham beshumar
Ho Karam sarkar ab to ho gaye gham beshumar
Jaan o dil tum per fida aye do jahaan ke tajdaa
Also Read: Tamanna Muddaton Se Hai Naat Lyrics in Hindi