Tamanna Muddaton Se Hai Naat Lyrics in Hindi

Tamanna Muddaton Se Hai Naat About

  • Naat Name: Tamanna Muddaton se hai
  • Naat khawan: Laiba Fatima
  • Music provided by “ Al Jilani Studio”
Tamana muddaton se hai jamaal e mustafa dekho
Imam ul ambiya dekho habeeb e kibriya dekho

Wo jin ke dam kadam se subha ne bhi roshni paayi

Munawwar kar diya jisne faza wo rehnuma dekho
Munawwar kar diya jisne faza wo rehnuma dekho
Imam ul ambiya dekho habeeb e kibriya dekho
Qadam bahir madine se tasawwur mein madina hai

Illahi ya illahi azmaton ki intiha dekhoon
Illahi ya illahi azmaton ki intiha dekhoon
Imam ul ambiya dekho habeeb e kibriya dekho
Wo mabda khalq e alam ka durood unpar salam unpar

Mere maula ye moqa de ke khatam ul ambiya dekhoon

Imam ul ambiya dekho habeeb e kibriya dekhoon
Wo jinki barkaton abr o bara baste alaam mein

Tamanna qalb e muztar ki woh durr e bebaha dekhoon
Tamanna qalb e muztar ki woh durr e bebaha dekhoon
Imam ul ambiya dekho habeeb e kibriya dekhoon
Dar e janat pe hazir hoon Rasool e Pak ke hamrah

Shafaat ka ye manzar ya khudaya mey raza dekhoon
Shafaat ka ye manzar ya khudaya mein raza dekhoon
Imam ul ambiya dekho habeeb e kibriya dekhoon
Tamana muddaton se hai jamaal e mustafa dekho

Read Also: Hale Dil Kis Ko Sunayen Naat

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *