Kaabe Ki Ronak Naat Lyrics

Kaabe Ki Ronak Naat About

  • Naat – Kabe Ki Ronak
  • Naat Artist – Ghulam Mustafa Qadri
Kaabe ki ronak kabe ka manzar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Dekhu to dekhe jau barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Hainrat se khud ko kabhi dekhta hun
Aur dekhta hun kabhi mei haram ko
Aur dekhta hun kabhi mei haram ko
Laya kahan mujh ko mera muqaddar
Laya kahan mujh ko mera muqaddar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Kaabe ki ronak kabe ka manzar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Dekhu to dekhe jau barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Hamd e khuda se tar hain zabane
Kano mein rass gholti hain azane
Kano mein rass gholti hain azane
Bus ik sada aa rahi hai barabar
Bus ik sada aa rahi hai barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Kaabe ki ronak kabe ka manzar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Dekhu to dekhe jau barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Mangi hain mei ne jitni duae
Manzoor hongi maqbool hongi
Manzoor hongi maqbool hongi
Mizab e Rehmat hai mere sar per
Mizab e Rehmat hai mere sar per
Allah hu akbar Allah hu akbar
Kaabe ki ronak kabe ka manzar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Dekhu to dekhe jau barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Ta umer kar de ana muqaddar
Ta umer kar de ana muqaddar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Kaabe ki ronak kabe ka manzar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Dekhu to dekhe jau barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Apni ata se bulwaye na
Mujh ko bhi kaba dikhlaye na
Mujh ko bhi kaba dikhlaye na
mein ik gunahgaar banda ho tera
mein ik gunahgaar banda ho tera
Allah hu akbar Allah hu akbar
Kaabe ki ronak kabe ka manzar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Dekhu to dekhe jau barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Maula sabhi aur kiya chahta hai
Bas magfirat ki ata chahta hai
Bas magfirat ki ata chahta hai
Bakhshish ky talib pe apna karam kar
Bakhshish ky talib pe apna karam kar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Kaabe ki ronak kabe ka manzar
Allah hu akbar Allah hu akbar
Dekhu to dekhe jau barabar
Allah hu akbar Allah hu akbar

Also Read: Aye Husnain Ke Nana Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *