Aye Husnain Ke Nana Naat Lyrics

Aye Husnain Ke Nana Naat About

  • Naat – Aye Husnain Ke Nana
  • Naat Artist – Raza Qadri
Ya nabi nazre karam farmana
Ya nabi nazre karam farmana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Zahra paak ky sadqay
Hum ko taiba mei bolwana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Ap ky dar ka houn mei bikhari
Ap hain mere data
Saare rishte naaton se hai
Payaara apna naata
Ap ky dar ka houn mei bikhari
Ap hain mere data
Saare rishte naaton se hai
Payaara apna naata
Aap toh hain aata hai jinko
Sabhi ki laaj nibhana
Aap toh hain aata hai jinko
Sabhi ki laaj nibhana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Be saya hai lekin do
Jag per hai aap ka saaya
Arsh e muala bana muhala
Deed ko rab ne bolaya
Be saya hai lekin do
Jag per hai aap ka saaya
Arsh e muala bana muhala
Deed ko rab ne bolaya
Hashr talk na ho ga
kis ka aisa aana jana
Hashr talk na ho ga
kis ka aisa aana jana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Saj gai hai milad ki mehfil
Kiya hai khoob nazara
kaifo masti mei dooba hai
Hai dekho alam sara
Saj gai hai milad ki mehfil
Kiya hai khoob nazara
kaifo masti mei dooba hai
Hai dekho alam sara
Dhoond rahi hai aap ki
Rehmat Bakshish ka bahaana
Dhoond rahi hai aap ki
Rehmat Bakshish ka bahaana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana
Nisbat ka faizan hai dekho
Khadim e ghous e jali hoon
Karta hai mujh pe naaz zamana
Mein ousaf e ali hoon
Nisbat ka faizan hai dekho
Khadim e ghous e jali hoon
Karta hai mujh pe naaz zamana
Mein ousaf e ali hoon
Aap ki aal ky dar ka
Sag hu sahil hoon purana
Ay hasnain ky nana
ay hasnain ky nana..
Zahra paak ky sadqay
Hum ko taiba mei bolwana
Ey hasnain ky nana
Ey hasnain ky nana…

Also Read: Mustafa Apke Jesa Koi Aya Hi Nahi Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *