Mein Toh Ummati Hoon Naat Lyrics

Mein Toh Ummati Hoon Naat About

  • Naat – Mein Toh Ummati Hoon
  • Naat Artist – Junaid Jamshed
Mein toh ummati hoon
Ay shah e umam
Kar de mere Aaqa
Ab nazry karam
Mein toh ummati hoon
Ay shah e umam
Kar de mere Aaqa
Ab nazry karam
Mein to be sahara hoon
Daman bhi hain khali
Nabiyon ky nabi
Teri shaan hai nirali
Mein toh ummati hoon
Ay shah e umam
Kar de mere Aaqa
Ab nazry karam
Gham ky andheron ne
Yun ghera howa hai
Aaqa dushwar jeena
Mera howa hai
Bigri bna do meri
Taiba ky wali
Bigri bna do meri
Taiba ky wali
Nabiyon ky nabi
Teri shaan hai nirali
Nabiyon ky nabi
Teri shaan hai nirali
Mein toh ummati hoon
Ay shah e umam
Kar de mere Aaqa
Ab nazry karam
Jis ko bulaya gaya wohi Arsh e bari hain
Aap ky siwa aisa koi nahin hai
Jis ki na baat koi rab ne bhi tali
Nabiyon ky nabi teri shaan hai nirali
Mein toh ummati hoon
Ay shah e umam
Kar de mere Aaqa
Ab nazry karam
Mein toh ummati hoon
Ay shah e umam
Kar de mere Aaqa
Ab nazry karam

Also Read: Nabi Ka Lab Per Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *