Jab Pehli Nazar Meri Naat Lyrics

Jab Pehli Nazar Meri Naat About

  • Naat – Jab Pehli Nazar Meri
  • Naat Artist – Hafiz Tahir Qadri
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Ta umar kar de aana muqaddar
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Rab mujko bulayega mein kaabe ko dekhunga
Wo din bhi tu ayega mein kaabe ko dekhunga
Ramzan-ul-Mubarak mein wo samne kaabe ke
Ramzan-ul-Mubarak mein wo samne kaabe ke
Iftar karayega mein kaabe ko dekhunga
Iftar karayega mein kaabe ko dekhunga
Wo din bhi tu ayega mein kaabe ko dekhunga
Rab muj ko bulayega mein kaabe ko dekhunga
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Maayus nahi hun mein Allah ki rehmat se
Maayus nahi hun mein Allah ki rehmat se
Wo hajj pe bulayega, wo hajj pe bulayega
Mein kaabe ko dekhunga
Wo din bhi tu ayega mein kaabe ko dekhunga
Rab mujko bulayega mein kaabe ko dekhunga
Kaabe pe padri jab pehli nazar
Kya cheez hai dunya bhool gya
Yun hosh o khirad maflooj hue
Dil zok e tamasha bhool gya
Pahuncha jo haram ki choukhat par
Ek abr e haram ne gher liya
Baqi na raha phir hosh mujhe
Kya manga kya kya bhool gya
Jab pahli nazar meri us kaabe pe jayegi
Dil jhoom sa jayega mein kaabe ko dekhunga
Wo din bhi to ayega mein kaabe ko dekhunga
Rab mujko bulayega mein kaabe ko dekhunga
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
In saanso ke rukne se aur mout ke aane se
In saanso ke rukne se aur mout ke aane se
Wo pahle bulayega mein kaabe ko dekhunga
Wo din bhi to ayega mein kaabe ko dekhunga
Rab mujko bulayega mein kaabe ko dekhunga
Mein kaabe ki chadar ko hanthon se pakad lunga
Mein kaabe ki chadar ko hanthon se pakad lunga
Dil mera bhar aayega, dil mera bhar ayega
Mein kaabe ko dekhunga
Wo din bhi to ayega mein kaabe ko dekhunga
Rab mujko bulayega mein kaabe ko dekhunga
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Betabi ye haal e dil parwane se mat pochu
Betabi ye haal e dil parwane se mat pochu
Jab lamha wo ayega, jab lamha wo ayega
Mein kaabe ko dekhunga
Wo din bhi to ayega mein kaabe ko dekhunga
Rab mujko bulayega mein kaabe ko dekhunga
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula
Tere karam ki kya baat maula
Tere haram ki kya baat maula

Also Read: Kaabe Ki Ronak Naat Lyrics

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *