तुझे देखा तो Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Song Lyrics

Tujhe Dekha To Yeh Jana Sanam Song About

  • Movie: Dilwale Dulhania Le Jayenge
  • Song: Tujhe Dekha Toh
  • Singers: Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
  • Music: Jatin-Lalit
  • Lyrics: Anand Bakshi
  • Director: Aditya Chopra
  • Producer: Yash Chopra
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein maar jaayein hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein maar jaayein hum
Tujhe dekha to ye jaana sanam
Aankhen meri, sapne tere
Dil mera, yaadein teri
Ho mera hai kya la la la
Sab kuch tera la la la
Jaan teri, saansein teri
Meri aankhon mein aansoo tere aa gaye
Muskurane lage saare gham
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein maar jaayein hum
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Ye dil kahin lagta nahi
Kya kahoon, mein kya karoon
Haan to samne la la la
Baithi rahe la la la
Mein tujhe dekha karoon
Tune aawaz di dekh mein aa gayi
Pyar se hai badi kya kasam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Tujhe dekha to yeh jaana sanam
Pyar hota hai deewana sanam
Ab yahan se kahan jaayein hum
Teri baahon mein maar jaayein hum
Teri baahon mein maar jaayein hum

Also Read: Kaun Tujhe Yun Pyar Karega Song Lyrics in Hindi

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *