Hoshwalon ko khabar kya Song Lyrics in Hindi

Hoshwalon ko khabar kya Song About

  • Song: Hoshwalon ko khabar kya
  • Movie: Sarfarosh
  • Singer(s): Jagjit Singh
  • Music Director: Jatin-Lalit
  • Lyricist: Nida Fazli
  • Producer: John Mathew Matthan
  • Director: John Mathew Matthan
Hoshwalon ka khabar kya
Bekhudi kya cheez hai
Hoshwalon ko khabar kya
Bekhudi kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye
Ishq ki jiye phir samajhiye
Zindagi kya cheez hai
Hoshwalon ko khabar kya
Bekhudi kya cheez hai…
Unse nazarein kya Mili
Roshan fizaein ho gayi
Unse nazarein kya Mili
Roshan fizaein ho gayi
Aaj jana pyar ki
Jaadugari kya cheez hai
Aaj jana pyar ki
Jaadugari kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye
Ishq ki jiye phir samajhiye
Zindagi kya cheez hai…
Khulti zulfon ne sikhayi
Mausamon ko shayari
Khulti zulfon ne sikhayi
Mausamon ko shayari
Jhukti aankhon ne btaya
Maikashi kya cheez hai
Jhukti aankhon ne btaya
Maikashi kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye
Ishq ki jiye phir samajhiye
Zindagi kya cheez hai…
Hum labon se keh na paaye
Unse Haal-e-dil kabhi
Hum labon se keh na paaye
Unse haal-e-dil kabhi
Aur wo samjhe nahin
Ye khamoshi kya cheez hai
Aur wo samjhe nahin
Ye khamoshi kya cheez hai
Ishq ki jiye phir samajhiye
Ishq ki jiye phir samajhiye
Zindagi kya cheez hai…

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *